Har pal zindagi say ulajta raha
Chot khata or phir sanbhalta raha
Hansi apnay laboon par sajaye huway
Zindagi ke har ghum say mukarta raha
Aik tera he ghum bhari sabit howa g
Yeh soch ke mera wajood bikharta raha
Taroon ki chamak bhi kam hoti gai
Chand magar tanha shab bhar rota raha
mujay bhi tanha rahnay ki adat kya huwi
Mera har dost mujh say bicharta raha
Koi mere dard ka andaza bhi na karsakay
Bas yeh soch ke mein baar baar sanwarta raha ....
Chot khata or phir sanbhalta raha
Hansi apnay laboon par sajaye huway
Zindagi ke har ghum say mukarta raha
Aik tera he ghum bhari sabit howa g
Yeh soch ke mera wajood bikharta raha
Taroon ki chamak bhi kam hoti gai
Chand magar tanha shab bhar rota raha
mujay bhi tanha rahnay ki adat kya huwi
Mera har dost mujh say bicharta raha
Koi mere dard ka andaza bhi na karsakay
Bas yeh soch ke mein baar baar sanwarta raha ....
Comments