Zamin pe chal na saka asman se bhi gaya
Kata ke par ko parinda udan se bhi gaya
Tabah kar gai pakke makan ki khwahish
Main apane gaon ke kachche makan se bhi gaya
Parai aag may khud kya mila tujh ko
Use bacha na saka apani jan se bhi gaya
Bhulana chah to bhulane ki inteha kar di
Wo shakhs ab mere wahm o guman se bhi gaya ....

Comments